Monday, November 17, 2008

I cannot live without the sparkling vintage
cannot bear the body's burden without wine
I am a slave to the last gasp when the wine-server says
'Have another', and I can't

- The Ruba'iyat by Omar Khayyam

Monday, November 10, 2008

ki wair tera mere naal sohneyaaa
meri vaaj hun tu sunda nahin
tu khawaab si mere khwaabaan da,
hun akh khulleyaan vi disda nahin

Aanknen

woh aankhon se yeh kahte hain ki woh kuchh keh nahin sakte
ab aankhen hi kayaamat hon to lafzon ki zaroorat kya?

hayaa ki laali kehti hai aa kar choom lo sagar,
jo dekh ke hi bahak gaye to choom ne ki zaroorat kya

yoon hum se jo sharmaa ke aag seenae mein lagate ho,
khuli yeh chhod do zulfein, adaon ki zaroorat kya

duniya mein peenae waalon ki kami nahin hogi,
jo honth mil jaayen tere to maikhane ki zaroorat kya
Last night I smashed an earthenware pot on the stones,
I was drunk when I committed this folly:
The pot protested,
'I was like you, you will be like me also.'

- The Ruba'iyat by Omar Khayyam

Wednesday, November 05, 2008

jis raat ki koi subah nahin

jis raat ki koi subah nahin, woh raat churakar kya karna..
jo khwaab na mere ho paaye, unhe dil mein chhupaa ke kya karna...